MERI MAA
kabhi kabhi hum aapki yaad main bekarar rehte hain
kese bataen aapko MAA k hum aapse kitna pyar
kartehain
kabhi kabhi kia hum to rozisi bat ka iqrar karte hain
k jan-o-dil hum par nisaar karte hain
/>
hum jante hain k har MAA nahi hai aap jesi
k har waqt zuban p gussa dil main pyar rakhti hoo
duniya jahan main sab
apni MAA se beinteha pyar karte hain
apne pyar ka izhar phir kion na bar bar karte hain
ALLAH ki muhabbat ka
hissa hoti hai MAA
log jante hain par kabhi kabhi inkaar karte hain
takhleeq-e-qudrat k is tohfe shukria bhi
/> hum par farz hai jo hum bar bar karte hain
jane kese kam aqal hain wo log
jo apni MAA se mamta ka sawal
karte hain
MAA to muhabbat ki murat hai
phr jane kion kuch log is bat ka aitbar na karte hain
mere ALLAH ka ehssan hai mujh par meri MAA
mere lie to meri jaan hai meri MAA
jisko naseeb hai ye dualat wo log
jane kion ALLAH se is nemat ki shikar guzari na kartehai
0 comments:
Post a Comment